Zindagi bhar nahi bhollegi woh barsaat ki raat,
ek anzaan hasina se mulakaat ki raat,
Zindagi bhar nahi bhoolegi..

Haay woh reshmi julphon se barsataa paani,
Phool se gaalon pe rukne ko tarsataa pani,
Dil mein tufaan uthate huye jazbaat ki raat,
Zindagi bhar nahi bhulegi..

Mere nagmon mein joh basti hai,
Who tasweer thi woh
Naujawaani ki hasin khwab kee taavir thi who,
Aasmaanon se uter aayi ho,
Aasmaanon se uter aayi thi joh raat ki raat,
Zindagi bhar nahi bhoolegi who barsaat ki raat
Zindagi bhar nahi bhoolegi.


Mohammad Rafi. Roshan. Bharat Bhooshan. Madhubala. Year 1960. Barsaat ki Raat.

So it was one of those rainy days, when I was at home and very much bored because the only channel that showed movie in the only TV that we had was showing Barsaat ki Raat. I obviously refused to see it. Bhaarat Bhooshan. I had seen enuf of his rone-dhone wali movies in Doordarshan era to be capable of watching and surviving another one. But then I sat. Because I had seen Madhubala in one of the frames.

Which song was this?

Mujhe mil gaya bahaana teri deed ka,
Mujhe mil gaya bahaana teri deed ka,
Kaisi khusi leke aaya chaand
Mujhe mil gaya bahan teri did ka,

Julf machal ke khul khul jaaye,
Chaal mein masti ghool ghhool jaaye,
Aishi khusi aaj mili,
Aaj mili aishi khusi,
Aankhon mein naam nahi neend ka,
Mujhe mil gaya bahan teri did ka,
Kaisi khusi leke aaya chaand.

Jaagti aankhein bunati hain sapne.
Tujhko baithake pahloo mein ane
Dil kelagi aishi badi,
Aishi badi dil ke lagi,
Aankhon mein naam nahi neend ka,
Mujhe mil gaya bahan teri did ka,
Kaisi khusi leke aaya chaand.


Did/Deed should be pronounced as in Didaar/Deedaar. Then the story followed. I couldn’t gather much but our hero was a shayar. So given is the fact that he would manage to get the girl of eternal beauty. And I don’t know how possibly I am gonna explain the extreme joy that I felt when I heard this one.

Na toh kaarvaan ki talaash hai,
Na toh kaarvaan ki talaash hai,
Na toh hamsafar ki talaas hai,
Na toh kaarvaan ki talaash hai,
Na toh hamsafar ki talaas hai,
Mere shauke khana kharas ko
Tere rahgujar ki talaas hai.

AAAHHhh (Girl)
Mere naamuraad janoon ka
Koi ilaaj hai toh maut hai,
Joh davaa ke naam pe zahar de,
Ushi chaaragar ki talaas hai,
Ushi chaaragar ki talas hai.

Tera ishq hai meri aarzoo
Tera ishq hai meri aabaroo
Tera ishq main kaise chhod dun
Mere umra bhar ki talaash hai
Tera ishq ishq

Yeh ishq

Jaa shod ki haalat ko jaashaud hee samjhega
Main samaa se kahta hun mahfil se nahi kahta
Kyuni
Yeh ishq ishq hai
Ishq.

(Mohm Rafi)
Daisno dil, daisno-daar se roki naa gayee
Kisi khanzar kisi talvaar se roki naa gayee
Ishq majnoo ki woh aawaj hai jiske aage
Koi laila kisi diwaar ke rooke naa rookie.

Ishq ishq hai yeh ishq ishq

Ullah Rasool ka farmaan ishq hai
Gyani ishq hai Quraan ishq hai
Gautam aur Rahim ka armaan ishq hai
Yeh Quayanaat jism hai aur jaan ishq hai

Khaak ko booth aur booth ko devta karta hai ishq

Intehan yeh hai ki bande ko khuda karta hai ishq.

I know that going through all this random stuffs above, especially wen you have never heard this qua-aa-li before, has a lot to do with the headache that you have already, but believe me once you heard this song you will know how much good stuffs we have been missing out on.

I beg you to please go here (use IE as it requires WMP which may not work for Firefox) and search for ‘Barsat ki Rat’ without quotes. I dunno whether you cud download it from somewhere else but you can sure listen to it online here.

Well even wen I didn’t understand many words, I cud feel that people who are talking here knew everything about love. Its beautiful. As beautiful as the glint in Madhubala’s eyes. Its refreshing. Its one thing that we can be proud about. It’s the human creation at its best. Its divine. Its almost physical. Sensual.

If one asked me to ‘Name one movie and I will get you that one’ I wud name Barsat ki Rat. I remember Manna De had once come to our college and I had gone ther just to watch him sing this quawwali. Well, I didn’t shout loud enuf for him to know that I wanted that song sung, so he did not sing it. Wat a waste!

1 comments:

  1. *rubs eyes*

    Was that really you who wrote that post??!?! Or is it an imposter using your id ??

    Very well written, Satish!! I'm impressed! :P